Roman script
ek talash hai zindagi yeh manzil hai kahan hain bas raastein bhagte hai bewajah mat pucho jaana kahan hai khwabo ki check list jahan hai jo bhi ho hum ko pata hai sab ka waqt aata hai apna daur aayega yolo bro jaldi bhi kya re yolo yo chill mar na re yolo khud se hai yeh waada har lamhe ko jiyenge yahan koi toh ho bin shart jo haan mujh se pyar kare jaisi hoon main waisi kyun hoon na yeh sawaal kare jo samjhe mujhe meri soch ko aisa milega kahaan yolo bro jaldi bhi kya re yolo yo chill mar na re yolo khud se hai yeh waada har lamhe ko jiyenge yahan
Song details
- Singer: Sakina Khan
- Singer: Vasuda Sharma
- Film / album: Mona Darling (2017)
- Composer: Manish J Tipu
- Lyricist: Sameer Satija
- Actor: Anshuman Jha
- Actor: Divya Menon
- Actor: Sanjay Suri
- Actor: Suzanna Mukherjee
singer: Sakina Khan, Vasuda Sharma