Roman script

phir le aaya dil majbur kya kije

phir le aaya dil majbur kya kije

raas naa aaya rehna dur kya kije

dil keh raha usse makkamal kar bhi aao

wo jo adhuri si baat baaki hai

wo jo adhuri si yaad baaki hai

wo jo adhuri si yaad baaki hai

karte hai hum aaj kabul kya kije

ho gayi thi jo humse bhool kya kije

dil keh raha usse mayassar kar bhi aao 

wo jo dabi si aas baaki hai

wo jo dabi si aanch baaki hai

wo jo dabi si aanch baaki hai

wo jo dabi si aanch baaki hai

kismat ko hai ye manjur kya kije

milte rahe hum baadastur kya kije

dil keh raha usse musalsal kar bhi aao

wo jo ruki si raah baaki hai

wo jo ruki si chaah baaki hai

wo jo ruki si chaah baaki hai

wo jo ruki si chaah baaki hai

Explore this song