Roman script

phir kisi shakh ne pheki chhav, phir kisi shakh ne hath hilaya

phir kisi mod se uljhe pav

phir kisi mod se uljhe pav, phir kisi rah ne pas bulaya

lab pe aata nahi tha naam unka

lab pe aata nahi tha naam unka aaj aaya to bar bar aaya 

bewajh bekarar rahte the bewajh aaj phir karar aaya o ho

phir kisi shakh ne pheki chhav, phir kisi shakh ne hath hilaya

hum to bhule huye the dil ko magar

hum to bhule huye the dil ko magar dil ne kyun aaj humko yad kiya

kyun kureda purana zakham usne kyun 

kisi bhule gam ko yaad kiya o ho

phir kisi shakh ne pheki chhav, phir kisi shakh ne hath hilaya

phir kisi mod se uljhe pav, phir kisi rah ne pas bulaya

Explore this song