Roman script

karu na  yaad magar kis tarah bhulaau use 

gazal bahana karu or gungunaau use 

karu na  yaad magar kis tarah bhulaau use 

gazal bahana karu or gungunaau use 

wo khar khaar hai shakhe gulaab ki maanind 

mai jhkm jhakm hu fir bhi gle lagau use 

fir kisi fir kisi rahguzar par shaayad 

phir kisi rahaguzar par shaayad 

ham kabhi mil sake magar shaayad

phir kisi rahaguzar par 

phir kisi rahaguzar par shaayad 

ham kabhi mil sake magar shaayad

phir kisi rahaguzar par shaayad 

jindagi bhar lahu rulaayegi 

jindagi bhar lahu rulaayegi 

yaade yaarane bekhabar shayad 

phir kisi rahaguzar par shaayad 

jinke hum mumtazir rahe unko 

jinke hum jinke hum mumtazir rahe unko 

jinke hum mumtazir rahe unko 

mil gaye aur hamasafar shaayad

phir kisi rahaguzar par shaayad 

ajanabiyat ki dhundh chat jaaye 

ajanabiyat ki dhundh chat jaaye

chamak uthe teri nazar shaayad

phir kisi rahaguzar par shaayad 

jaan pehchaan se bhi kya hoga 

jaan pehchaan se bhi kya hoga

jaan pehchaan se bhi kya hoga

jaan pehchaan se bhi kya hoga

phir bhi aye dost gaur kar shaayad

phir kisi rahaguzar par shaayad 

jo bhi bichhde hai

jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz

jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz

jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz

phir bhi tu intzaar kar shaayad

phir kisi rahaguzar par shaayad 

ham kabhi mil sake magar shaayad

phir kisi rahguzar par shaayad shaayad shaayad

Explore this song