Roman script

phir dil ne wo chot khayi

yaad aayi wo dasta

layi mujhko kaha se kaha

ye waqt ki aandhiya

ho ye waqt ki aandhiya

katati hai ye tanhayi

daste hai yaado ke saye

jab jab chaha bhul jana

bhule sitam yaad aaye

jab jab chaha bhul jana

bhule sitam yaad aaye

dekh ke jisko saanse meri chalti thi

jine ka sahara mujhse chhut gaya

mamta me shayad kahi koi kami rah gayi

tu kyu hua mujhse juda

kyu khun ka rishta tut gaya

aasuo me sab kuch beh gaya

jiwan me ab kya reh gaya

kya jindgani hai gum ki kahani hai

kya jindgani hai gum ki kahani hai

arman rahe wo adhure sapne hue na pure

sanse sisakti hai o aankhe barasti hai

Explore this song