Roman script

phir chhedne aayi hai wo kaali badariya

phir chhedne aayi hai wo kaali badariya

ab tum hi kaho haan

ab tum hi kaho kaise mai sambhlun sawariya

phir chhedne aayi hai wo kaali badariya

phir chhedne aayi hai

daman mei badariya ke hai sawan ki ghataye

daman mein badariya ke hai sawan ki ghataye

khamosh zabani me jo ye tujhko sunaaye

khamosh zabani me jo ye tujhko sunaye

aey ruthhe huye

aey ruthe huye sabr ki chhalki hai gagariya

phir chhedne aayi hai wo kaali badariya

phir chhedne aayi hai

is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye

is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye

sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye

sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye 

lag jaye use o

lag jaye use kali badariya ki nazariya

phir chhedne aayi hai wo kaali badariya

phir chhedne aayi hai

Explore this song