Roman script

phir bichhada koi mujhe yaad aaya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

us dil pe mere kyu gum chaaya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

wo hansna tera wo muskurana

aanchal mein kabhi tera chhup jaana

aanchal mein kabhi tera chhup jaana

sharmana tera mujhe yaad aaya 

sharmana tera mujhe yaad aaya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

phir bichhada koi mujhe yaad aaya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

baraso mein marasim bante hai

lamaho mein bhala kya tutenge 

lamaho mein bhala kya tutenge

yahi sochake dil kyun ghabaraya

yahi sochake dil kyun ghabaraya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

phir bichhada koyi mujhe yaad aaya

aankhe huyi nam dil bhar aaya

Explore this song