Roman script

duniya banane wale, pyar banaya tune

pyar mein hum to kho diye

betabiya hai chhayi, tanahaiya hai aayi

yado mein teri ro diye

aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi ja

pyar kya hota hai, tune sikhaya tha

apna banake tune dil mein chhupaya tha

maine bhi socha tumko, tumko hi chaha tha

har pal duwao mein bhi tumko hi manga tha

tadpane wale aaja, tarsane wale aaja

aaja ke hum to kho diye

teri julfo ka badal mujhko satata hai

teri aankho ka kajal mujhe yaad aata hai

maine na socha tha ke yu ruth jaoge

jaoge aise ke ki mud ke na aaoge

tadpane wale aaja, tarsane wale aaja

aaja ke hum to ro diye

duniya banane wale, pyaar banaya tune

pyar mein hum to kho diye

betabiya hai chhayi, tanahayiya hai aayi

yado mein teri ro diye

Explore this song