Roman script

phatela jeb sil jaaega jo chaahega mil jaayega

tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega

rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka

are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay

tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay

phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega

tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jayega

rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka

are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay

tention kay ko lene kaa sai bolatay sai bolatay

khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari

jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya

khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari

jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya

kismat pe rone ka nai kelendar badalate rene ka

are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay

tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay 

aaj to hai andhera kal hoga ujala

are apani divaali hogi kisi aur ka hoga divaala

kal dekh lena paisa hoga goni bhar kar 

income tax officer haath dho ke hi pichhe pad jaayega

phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega

tere bhi din aayenge chhote achchha khasa hil jayega

rukane ka nai thakane ka nai life me chalate rene ka

are bheja kyu sarkaane ka sahi bolatay sahi bolatay

are tention kay ko lene ka sahi bolatay sahi bolatay

phatela jeb sil jaaega jo chahega mil jayega

are bhalataich pakada baap line me aa line me aa

tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega

rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalate rene ka

life me chalate rene ka, life me chalate rene ka

are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay

tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay

sahi bolatay sahi bolatay, sahi bolatay sahi bolatay

sahi bolatay sahi bolatay

Explore this song