Roman script

mere mahbub mere is dil ne raat ko din 

subah ko sham likha 

itna beichain kar diya tumne 

maine ye khat tumhare naam likha 

pehli pehli baar mohabbat ki hai

pehli pehli baar mohabbat ki hai

kuch na samjh me aaye mai kya karu

ishk ne meri aisi  halat ki hai

ishk ne meri aisi  halat ki hai

kuch na samjh me aaye mai kya karu

pehli pehli baar mohabbat ki hai 

kuch na samjh me aaye main kya karu 

ishk ne meri aisi  halat ki hai

kuch na samjh me aaye mai kya karu

pehli pehli baar mohabbat ki hai

kuch na samjh me aaye mai kya karu

mera haal bura hai lekin tum kaisi ho likhna 

mera chhodo jaan meri apna khayal tum rakhna 

kore kagaz pe maine sara armaan nikala 

mere is dil me jo kuch tha khat me sabh likh dala 

pehli pehli baar shararat ki hai

pehli pehli baar shararat ki hai 

kuch na samjh me aaye mai kya karu

pehli pehli baar mohabbat ki hai 

kuch na samjh me aaye main kya karu 

kash mera dil bhi koi kagaz ka tukda hota 

raat ko teri baho me takiye ke niche sota 

ho keral me garmi hai nainital se sardi bhejo 

jo rahat paunchaye aisa kuch bedardi bhejo 

bin teri yado ke ek pal jina hai mushkil 

kaise likh du tujhko kitna chahe mera dil 

apni ek tasvir lifafe me rakh kar bhijwa do 

mai khud milne aaungi 

kuch din dil ko samjha do tum kitni bholi ho 

tum kitne achhe ho 

tum kitni seedhi ho tum kitne sache ho 

pehli pehli baar ye chahat ki hai 

pehli pehli baar ye chahat ki hai 

kuch na samajh me aaye mai kya karu 

pehli pehli baar mohabbat ki hai 

pehli pehli baar mohabbat ki hai 

kuch na samjh me aaye mai kya karu 

ishq ne meri aisi halat ki hai 

ishq ne meri aisi halat ki hai 

kuch na samjh me aaye mai kya karu

Explore this song