Roman script

are pahli pahli bar aankhe jab ho char 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo 

jine ka aayega maja jine ka aayega maja 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo 

jine ka aayega maja jine ka aayega maja 

rup tere rang se saja ke aa gai 

tere liye duniya bhula ke aa gai 

ek din apna banaunga tujhe 

sapno ke rang se sajaunga tujhe 

sajna mere mera jivan tera ho gya 

hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo 

jine ka aayega maja jine ka aayega maja 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

chali purvai ghata cha hi gai re 

rim jhim ras barsa hi gai re 

chali purvai ghata cha hi gai re 

rim jhim ras barsa hi gai re 

bhiga bhiga tan chuke jhumti hawa 

pyas koi man me jaga hi gai re 

pyase man pe jhum ke barsa sawan pyar ka 

hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo 

jine ka aayega maja jine ka aayega maja 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

pahli pahli bar aankhe jab ho char 

hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo 

jine ka aayega maja jine ka aayega maja

Explore this song