Roman script

teri ek chhuvan se jaaga ye kaisa ehsas

pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyas

pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya 

haay, dil ka qaraar kho gaya 

pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya 

haay, dil ka qaraar kho gaya 

bole teri soni soni ankha mastaaniya

pyaar ke liye yeh dengi laakho qurbaaniya

karke ek baar baliye, dil gaya haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya 

haay, dil ka qaraar kho gaya 

pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya 

haay, dil ka qaraar kho gaya 

tere liye, tere liye marta hain maahiya

phir kyu judaai se dil darata hain maahiya

tujhpe jaan nisaar baliye, dil gayi haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya 

haay, dil ka qaraar kho gaya 

pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye

pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye

rabba mainu pyaar ho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya, dil ka qaraar kho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya, dil ka qaraar kho gaya

haay, dil ka qaraar kho gaya

Explore this song