Roman script

pehli nazar tere pyar ki 
ho mere dil me utar gayi
pehli nazar tere pyar ki 
ho mere dil me utar gayi
ho diwane ho ya sharabi mastane 
diwane ho ya sharabi mastane 
mana ki hum to diwane hai 
haye ram ye to kaho ki 
sarkar ki ho lat kaise bikhar gayi
pehli nazar tere pyar ki 
ho mere dil me utar gayi
ho o chale kaha aise gusse me tan ke
chale kaha aise gusse me tan ke
bal na pade kahi tere badan pe 
ho tere badan pe
o ho hum to chale usi banki ada se
hum to chale usi banki ada se
koi jale apni bala se ji apni bala se
dekho re logo sitam ye ke 
haye ram tirchhi dildar ki 
ho dil leke mukar gayi
pehli nazar tere pyar ki 
ho mere dil me utar gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kamal Barot, Mohammed Rafi