Roman script
pehli baar dil yun bekaraar hua hai pehli baar dil yun bekaraar hua hai aisa lag raha hai, jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai ab to bada mushkil intzaar hua hai ab to bada mushkil intzaar hua hai aisa lag raha hai, jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai aisa lag raha hai, jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai neend nahin aati hai, saari raat mujhko har ghadi sataati hai, teri baat mujhko haal kya hai mera kaise main bataaoon door jaake tere paas chali aaoon door jaake tere paas chali aaoon yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai aisa lag raha hai, jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai bolti nazar ki bekhudi ne loota yaar mujhko teri saadgi ne loota dard lag raha hai mujhko ab suhaana aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana mujhko dhadkanon pe aitbaar hua hai mujhko dhadkanon pe aitbaar hua hai aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai pehli baar dil yun bekaraar hua hai ab to bada mushkil intzaar hua hai ha, aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai ha, aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Hum Ho Gaye Aap Ke (2001)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Fardeen Khan
- Actor: Reema Sen
- Actor: Apoorva Agnihotri
- Actor: Suman Ranganathan
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Neena Kulkarni
- Actor: Mahesh Thakur
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Ali Asgar
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Suhas Joshi
- Actor: Jaya Bhattacharya
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
actor: Fardeen Khan, Reema Sen