Roman script

are aa janeman aaj tujhe ek taufa deta hu

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

are aa janman aaj tujhe ek tohba deta hu

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

is bosse ko log hawayi bosa kahte hai

is bosse ko log hawayi bosa kahte hai

aashiq isko khubsurat dhoka dete hai

apne dil ko dhoka deta hu

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

ho aaj mohabbat dil ki dhadkan banke dhadkegi

ho aaj mohabbat dil ki dhadkan banke dhadkegi

ye chingari sulag ke shola banke dhadkegi

in chingari ko hawa ka jhoka deta hu

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

are kitne din se soch raha tha mai is bare me

are kitne din se soch raha tha mai is bare me

kuch na kah kar sab kah dala ek ishare me

chahat ke izhar ka dil ko mauka deta hu

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

aa janeman aaj tujhe ek taufa deta hau

pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu

Explore this song