Roman script

pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil 
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil
aankho me chahat ke lakho afsane hai  
hum to bas tere hi dil ke diwane hai
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil
aankho me chahat ke lakho afsane hai  
hum to bas tere hi dil ke diwane hai 
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil 
diwanapan chhod  de dil ka nahi zamana 
diwanapan chhod  de dil ka nahi zamana 
dil ki bate phir kabhi dil bad me lgana
dub ja tu ankhiyo me jane jana
nazare mila aise na chal
phir na mile shayad ye pal
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil  
aankho se ki dosti maine milake aankhe  
aankho se ki dosti maine milake aankhe
likh di tere naam hai ab zindagi ki sanse    
tere bin diwane ko chain kaha
baho me aa ab na sambhal 
sham yuhi jaye na dhal 
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil 
aankho me chahat ke lakho afsane hai  
hum to bas tere hi dil ke diwane hai
pehle meri aankho se mil 
phir puchh kya hota hai dil

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Vinod Rathod, Sadhana Sargam