Roman script

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

phir zafaayen bhi karega

phir zafaayen bhi karega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

mera humdard mera dost

mera humraahi

mera humdard mera dost

mera humraahi

kabhi dushman bhi banega

mujhe maalum na thaa

kabhi dushman bhi banega

mujhe maalum na thaa

phir zafaayen bhi karega

phir zafaayen bhi karega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

dekhkar jo meri surat ko

jiya karta thaa

dekhkar jo meri surat ko

jiya karta thaa

mere saaye se bachega

mujhe maalum na thaa

mere saaye se bachega

mujhe maalum na thaa

phir zafaayen bhi karega

phir zafaayen bhi karega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

maine dil me jo jalaya thaa

mohabbat ka charaag

maine dil me jo jalaya thaa

mohabbat ka charaag

gair ke ghar me jhalega

mujhe maalum na thaa

gair ke ghar me jhalega

mujhe maalum na thaa

phir zafaayen bhi karega

phir zafaayen bhi karega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

pehle humdard banega

mujhe maalum na thaa

mujhe maalum na thaa

mujhe maalum na thaa

mujhe maalum na thaa

Explore this song