Roman script

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

wo hain saamne jo nadi ka kinaara

wo hain saamne jo nadi ka kinaara

wahin roj aati thi maahpaara

wahin hain hamare milan ka thikana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

suhaane wo din aur suhani wo raate

suhaane wo din aur suhani wo raate

wo unki zubaan par, mohabbat ki baate

wo chhu chhup ke unka mere paas aana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

nigahon se bijali girana kisi ka

nigahon se bijali girana kisi ka

adaao se dil ko lubhana kisi ka

wo sharmake danto me ungali dabana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

wo uska charaag-emohabbat jalana

wo uska charaag-emohabbat jalana

mohabbat ki rashme wo kasme nibhane

wo soye huye dil ke armaan jagana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

kisii naazani se wo milna milaana

mujhe yaad hai aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

aaj tak wo zamana

Explore this song