Roman script

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

ye milan aur ye hasin raat na jaane kab ho

sanjh ke baad mulakat na jaane kab ho

ab tere shahar musaafir ki tarah aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

chand ke aksh me suraj ki hasi kirano me

jhil ke aaine me bahte huye jharno me

in nazaro me tujhe main hi najar aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad jab aayegi wo pahli mulaqat tujhe

aur mohbbat ke fasane ki har ek baat tujhe

tere khwabo me khayalo me chala aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

tujhko is geet ka har sher karega bekal

meri yaad aayegi jab bhi tujhe ai jaan e gazal

nagma ban ban ke khayalat pe chha jaauga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

yaad rakhna ki tujhe yaad bahut aaunga

ae sanam tujh se mai jab dur chala jaaunga

Explore this song