Roman script

oye pahle har mahbuba jane ja banti hai

pahle har mahbuba jane ja banti hai

fir aashik ke bachcho ki maa banti hai

maine aisa kya kah diya jo tu mujhse ruth gayi 

pahle har mahbuba jane ja banti hai

fir aashik ke bachcho ki maa banti hai

maine aisa kya kah diya jo tu mujhse ruth gayi

ulfat ki ye kasme, dunia ki ye rasme

ye rasme ye kasme koi tod na saka

ulfat ki ye kasme, dunia ki ye rasme

ye rasme ye kasme koi tod na saka

pahle na hoti fir na ha banti hai

baato baato me ye dasta banti hai

to maine aisa kya kah diya jo tu mujhse ruth gayi

dekho to ye kaliya, ye phulo ki galiya

ye kaliya ye galiya tumse kehti hai

dekho to ye kaliya, ye phulo ki galiya

ye kaliya ye galiya tumse kehti hai

chhoti si kali ki nanhi si jaan banti hai

fir ye kali khilkar gulistaan banti hai

maine aisa kya kah diya jo tu mujhse ruth gayi

pahle har mahbuba jane ja banti hai

fir aashik ke bachcho ki maa banti hai

maine aisa kya kah diya jo tu mujhse ruth gayi

Explore this song