Roman script

pehla nasha hai 

ye ahsaas bhi hai naya 

koi batey mujhe 

kya hua kya pata 

dil to machalne laga 

jadu sa chalne laga 

aisa pahle kabhi na hua 

pehla nasha hai 

ye ahsaas bhi hai naya, dil nasha 

koi batey mujhe 

kya hua kya pata 

rog naya kaisa laga 

main hu abhi kam si 

khusbu meri tan se udi 

mahku main ab raat din 

man ki kitabo me wo 

mahke gulaabo me wo 

ek chera lubhane laga

Explore this song