Roman script

kaali ghataao se chhalke gulaabi 
hai saara aalam sharabi shaarabi 
kaali ghataao se chhalke gulaabi 
hai saara aalam sharabi shaarabi 
badhati hi jaye dil ki betaabi 
hain haal dil ka bura ho 
pahla pahla paani barsaat ka 
are mausam pahli pahli mulakat ka 
o chaaya nasha pyaar ka ho 
hay tu kaha kho gaya ho 
pahla pahla paani barsaat ka 
are mausam pahli pahli mulakat ka

Song details