Roman script

pahla pahla pani barsat ka 

are mausam pahli pahli mulakat ka

ho chaya nasha pyar ka ho dil me lagi aag kya

bhige bhige tan me jagi pyas kya

pyasa pyasa man kahta hai pas aa

ho mujhme hi tu dub ja pyar ki pyas bujha haye

pahla pahla pani barsat ka 

mausam pahli pahli mulakat ka

purwai tan me chubhoti sui hai

pucho na man ki kya halat hui hai

purwai tan me chubhoti sui hai

pucho na man ki kya halat hui hai

halat jo teri hai wohi meri hai

hai dard me bhi maja haye

pahla pahla pani barsat ka 

mausam pahli pahli mulakat ka

har bund lagti hai chingari jaisi

pahle na dil me jagi pyas aisi

har bund lagti hai chingari jaisi

pahle na dil me jagi pyas aisi

mausam ko sujhi shararat ye kaisi

sawan ne mar diya haye 

pahla pahla pani barsat ka 

are mausam pahli pahli mulakat ka

ho chaya nasha pyar ka ho dil me lagi aag kya

bhige bhige tan me jagi pyas kya

pyasa pyasa man kahta hai pas aa

ho mujhme hi tu dub ja pyar ki pyas bujha haye

pahla pahla pani barsat ka 

mausam pahli pahli mulakat ka

Explore this song