Roman script

pehla nasha pyar ka

kar dega mujhko diwanaa

pehla nasha pyar ka

kar dega mujhko diwanaa

na din bite, kate na tere bina raate

sataye mujhe teri yaadein

wo mulakate, dase mujhe tanhaiya

tumse keh diya hai

ke ab jahan se yahi kahenge

khayi hai kasam ye 

bina sanam ke nahi jeeyenge

sun le ab ye jahan, mujhko dar hai kahan

ha ha maine pyar kiya

gumsum na raho

kar lega kya ye zamana

gumsum na raho

kar lega kya ye zamana

na bhar aahe, agar hai ye jawa chahe

to payenge yaha raahe

muskurake milegi hame manzil yaha

tumse keh diya hai

ke ab jahan se yahi kahenge

khayi hai kasam ye 

bina sanam ke nahi jeeyenge

sun le ab ye jahan, mujhko dar hai kahan

ha ha maine pyar kiya

ha mile tum to maine jaana

hota kya hai dil lagana

kisi pe yu mar jana

na din bite, kate na tere bina raate

sataye mujhe teri yaadein

wo mulakate, dase mujhe tanhaiya

ha ha maine pyar kiya

ha maine pyar kiya

ha maine pyar kiya

Explore this song