Roman script

chaahe tum kuchh na kaho

maine sun liya

ke sathi pyar ka mujhe chunn liya

chunn liya, maine sun liya haan

pehla nasha, pehla khumar

naya pyar hai, naya intezar

kar loon main kya apna haal, aye dil-e-bekarar

mere dil-e-bekarar tu hi bata

pehla nasha, pehla khumaar

udta hi phiroon, inn hawaon mein kahin

ya main jhool jaaun,  inn ghataon mein kahin

udta hi phiroon, inn hawaon mein kahin

ya main jhool jaaun,  inn ghataon mein kahin  

ek kar doon aasman aur zameen

kaho yaaron kya karun, kya nahi

pehla nasha, pehla khumar

usne baat ki kuch aise dhang se 

haan usne baat ki kuch aise dhang se 

sapne de gaya wo hazaaro rang ke 

raih jaaun jaise main haar ke 

aue chumme wo mujhe pyar se hmmm hmmm

pehla nashaa, pehla khumaar 

hummm naya pyar hain naya intzaar 

kar lu main kya apna haal,hain dile bekraar 

mere dile bekraar tu hi bataa 

tu bata tu hi bata aa aa 

han han han

Explore this song