Roman script

pehla nasha, pehla khumaar

naya pyaar hai, naya intezaar

kar lu mai kya apna haal aye dil-e-bekaraar

mere dil-e-bekaraar tu hi bata

pehla nasha, pehla khumaar

udta hi phiru in hawaao me kahi

ya main jhul jaau in ghataao me kahi

udta hi phiru in hawaao me kahi

ya main jhul jaau in ghataao me kahi

ik kar du aasmaan aur zameen

kaho yaaro kya karu, kya nahi

pehla nasha, pehla khumaar

naya pyaar hai, naya intezaar

kar lu mai kya apna haal aye dil-e-bekaraar

mere dil-e-bekaraar tu hi bata

pehla nasha, pehla khumaar

usne baat ki kuchh aise dhang se

sapne de gayi wo hazaaro rang ke

reh jaau jaise main haar ke

aur choome wo mujhe pyaar se

pehla nasha, pehla khumaar

naya pyaar hai, naya intezaar

kar lu main kya apna haal aye dil-e-bekaraar

mere dil-e-bekaraar tu hi bata

tu hi bata, tu hi bata

Explore this song