Roman script

pee, pee, peenewalo suno, peenewalo suno

peenewalo suno, suno suno

suno suno, pee suno suno, pee suno suno

peenewalo suno, na chhupakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

peenewalo suno, na chhupakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

saamne tum sanam ko bitha kar peeyo

aur najar se najar phir milakar peeyo

peenewalo suno, na chhupakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

jab chhalkate hain jaam, leke dilbar ka naam

to rangin hoti hain aur sham

jab jawani pe ho, maykashi ka ye daur

to maja aashiqi ka aata hain yaar

aur is daur me sab bhulakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

aur is daur me sab bhulakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

peenewalo suno, na chhupakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

jab peeyoge kabhi, jaise kehte hain ham

to mit jayenge, sare dard aur gham

jab bahak jayenge, hadh se jyada kadam

to sambhalega tumko, tumhara sanam

dar hain kis baat ka, sir uthakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

dar hain kis baat ka, sir uthakar peeyo

kabhi ishq aur sharab ko milakar peeyo

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

tum kahoge, ye kaise mumkin hain yaar

saamne tum sanam ko bitha kar peeyo

aur najar se najar phir milakar peeyo

pee, peenewalo suno, peenewalo suno

pee, peenewalo suno, peenewalo suno

peenewalo suno, suno suno

suno suno, pee suno suno, pee suno suno

pee pee, suno suno, pee suno suno

pee suno suno

Explore this song