Roman script

pee le pee le pee le pee le
tu jeele in nashile naina se bhi thodi pee le 
rangeele baalma chaalma jaaniyaa
jaaniya pee le pee le
tu jeele in nashile naina se bhi thodi pee le  
rangeele baalma chaalma jaaniyaa
jaaniya pee le pee le
rup ka baadal baras raha hai 
rup ka baadal baras raha hai 
tu kyun itna taras raha hai 
puchh rahe hai nain gulabi
puchh rahe hai honth rasile
pee le pee le pee le pee le 
tu jeele in nashile naina se bhi thodi pee le
rangeele baalma chaalma jaaniyaa
jaaniya pee le pee le
mann madira ka jhalkta pyala 
mann madira ka jhalkta pyala 
preet ka pritam nasha nirala 
dekh meri chaal sharabi 
dekh meri chaal sharabi 
dekh ye mere nain katile 
pee le pee le pee le pee le
tu jeele in nashile naina se bhi thodi pee le 
rangeele baalma chaalma jaaniyaa
jaaniya pee le pee le
pee le

Song details

Song video

Watch on YouTube