Roman script

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho

jind mahiya jind mahiya 

jana main jana tere saath ve

jind mahiya jind mahiya 

haatho me le le mera haath ve

jind mahiya jind mahiya 

jana main jana tere saath ve

jind mahiya jind mahiya 

haatho me le le mera haath ve

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho

teri payaliya shor machaye, nind churaye

hosh udaye, mujhko paas bulaye o rabba ho

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho

payaliya geet sunaye, sargam gaaye

preet jagaye, tujhko paas bulaye rabba ho

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho 

aankho me tere sapne, honto pe teri baat

ye din to kat jata hai, gujarti nahi raat

aankho me tere sapne, honto pe teri baat

ye din to kat jata hai, gujarti nahi raat

haaye kaise main sunau, jiya ka tujhko haal

ke yaad nahi mujhko, mahina din saal

saanso se baandhe, saanso ka bandhan

teri payal gori, mere dil ki dhadkan

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho

payaliya geet sunaye, sargam gaaye

preet jagaye, tujhko paas bulaye rabba ho

teri payaliya shor machaye, nind churaye

hosh udaye, mujhko paas bulaye rabba ho

meri payal pe likha hai, deewane tera naam

baaho me teri beete ab mere subaho shaam

o meri payal pe likha hai deewane tera naam

baaho me teri beete ab mere subaho shaam

jee mera kehta hai main payal ban jau

inn gore gore pairo ki rangat churau

aisi baato se mujhko darr laage

najuk hote hai chahat ke dhaage

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho

teri payaliya shor machaye, nind churaye

hosh udaye, mujhko paas bulaye o rabba ho

payaliya geet sunaye, sargam gaaye

preet jagaye, tujhko paas bulaye rabba ho

payaliya ho ho ho ho, payaliya ho ho ho ho 

jind mahiya jind mahiya 

jana main jana tere saath ve

jind mahiya jind mahiya 

haatho me le le mera haath ve

jind mahiya jind mahiya 

jana main jana tere saath ve

jind mahiya jind mahiya 

haatho me le le mera haath ve

Explore this song