Roman script

payal ki chham chham ne ghayal kiya hai 
kaun apsra hai jisne pagal kiya hai 
ek ek ghungharu uska mujhko bulaye 
dil mera bole ke wo samne to aaye 
dil mera bole ke wo samne to aaye 
neend kise aayegi neend le gayi 
neend le gayi 
banshi mein pyar ka sur de gayi 
payal bajane wali jaan le gayi 
jaan le gayi 
banshi mein pyar ka sur de gayi

Song details