Roman script

paayal bajaake ghunghru bajaake 
tujhe deewaana kar daala 
chudi bajaake chutaki bajaake 
tujhe deewaana kar dala 
aa ra ra ra maar daala 
aa ra ra ra maar daala 
shola badan hai mera badan pe sitaare hai 
aankho me bijaliya labo pe sharaare hai 
paayal bajaake ghunghru bajaake 
tujhe deewaana kar daala 
la la la la la la la la 
la la la la la la la la

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Dev Kohli, Paul Mayeda Berges