Roman script

hasna kajaa hai fasna sajaa hai

much hogaya jo samjhe ishaara

ek chatpata kaj ka karaara

jisne jita yeh dil aaye na dobaara

patnewaali hoon, patnewaali hoon

patnewaali hoon, patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

hoon solid hat gola hu nahi phatnewali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

charcho me mere nakhre bade hai

kadmon me aashiq bikhre pade hai

meri maintenence ke kharche bade hai

ek ko bulaau toh sau sau khade hai

hai koi nahi hathiyar ke mujhse sab darte hain

teekhi aankhon ki dhaar door se hi marte hain

hai koi nahi hathiyar ke mujhse sab darte hain

teekhi aankhon ki dhaar door se hi marte hain

chauka diya, dehla diya 

mere thumkon ne saara ka saara ilaka

mauka diya, behla diya

meri adaaon ne sabko angna ho ya aaka

darpokon ya thoko se na satnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

when i feel like dancing i need you next to me

when i need romancing you know you can no need

ho pistol desi made tabhi asli fire hai

chhupke jo fire kare darpok nahi kaayar hai

ho pistol desi made tabhi asli fire hai

chhupke jo waar kare darpok nahi kaayar hai

marne lage, darne lage 

badmaash hi mere husn ki sab chaukidaari

girne lage, girne lage

baazar ke saare bhaav dare kaarobaari

khud luchchon, Lafangon se lipatnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

patnewaali hoon aji ha patnewaali hoon

Explore this song