Roman script

rukha rukha sukha sukha aaya hai ye patjhad

laya nahi ras ki fuhare 

bhigi bhigi ankhiyon mein aansuo ki dhare hui 

jhimi jhimi man ki ye taare 

rukha rukha sukha sukha aaya hai ye patjhad

laya nahi ras ki fuhare 

bhigi bhigi ankhiyon mein aansuo ki dhare hui 

jhimi jhimi man ki ye taare 

sun mere rab piya sun mere rab piya 

rukha rukha sukha sukha aaya hai ye patjhad

laya nahi ras ki fuhare 

bhigi bhigi ankhiyon mein aansuo ki dhare hui 

jhimi jhimi man ki ye taare 

rukha rukha sukha sukha 

panchhi vilakh gaye jiv taras gaye

kyun ye sukhaye dariya

anhoni tadpaye sujhe na kuchh haye

rasta bata ab hai kya 

dukh ka andhera huaa sukh ka na fera huaa 

ye haal kyun ho gaye

koi sahara nahi koi kinara nahi 

dhiraj hai chhute huye

Explore this song