Roman script

hey pathik akela badhta ja tu 
pathik akela badhta ja tu 
badhta ja tu badhta ja 
pathik akela badhta ja tu 
badhta ja tu badhta ja 
sath na tere koi aaye 
koi raah nayi batlaaye 
kar parvaah nahi kar parvaah nahi 
tu iski 
badhaao se ladta ja tu 
ladta ja tu ladta ja 
agar prvat samne ada ho 
aur shikhar samne khada ho 
kadam na tera 
kadam na tera rukne paaye 
aage aage badhta ja tu 
badhta ja tu  badhta ja  
ghadi vipad ki kat jaayegi 
manzil khud tujh tak aayegi 
himmat ke bina kona bande 
himmat ke bina kona bande 
nayi raah badhta ja tu 
badhta ja tu  badhta ja 
pathik akela badhta ja tu 
badhta ja tu badhta ja

Song details

Song video

Watch on YouTube