Roman script

purv se purva aai mousam ne li aangdai

purv se purva aai mousam ne li aangdai

koyal ne aawaz lagai kya hoga dil ka 

patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka 

patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka 

udte dupatte me lipta gulab hai 

waadiyo me mehka mere pyar ka sawab hai  

udte dupatte me lipta gulab hai 

waadiyo me mehka mere pyar ka sawab hai  

kudrat ke rango se hansi tera aanchal hai

patang jaisa hawa me lahraye dupatta tera malmal ka 

patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka

tikte nahi hai jami pe mere paao re 

accha nahi lage ghar gali gaon re  

tikte nahi hai jami pe mere paao re 

accha nahi lage ghar gali gaon re  

jab se naina char huye hai chain nahi man ka

jab se naina char huye hai chain nahi man ka 

patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka

Explore this song