Roman script

arre pata note karo ho pata note karo hamara

o pata note karo hamara hamse aa milna dobara

premnagar mein prem sadak ke sabse oonche male par hai

kholi number gyarah pata note karo

ho pata note karo hamara hamse aa milna dobara

premnagar mein prem sadak ke sabse oonche male par hai

kholi number gyarah pata note karo

premnagar ki pariyan apna asli roop chhupayen

do ane ka powder munh pe maren aur muskayen

premnagar ki pariyan apna asli roop chhupayen

do ane ka powder munh pe maren aur muskayen

jo dekhe unko wo fatka kha jaye bechara

o memsab arre pata note karo o pata note karo hamara

hamse aa milna dobara premnagar mein prem sadak ke

sabse oonche male par hai kamra number gyarah pata note karo

ho jaye kamzor jo khaye premnagar ki food

sehat bigde soorat bigde bigde uska mood

ho jaye kamzor jo khaye premnagar ki food

sehat bigde soorat bigde bigde uska mood

nakli ghi kha kha ke roye har premi bechara

ho bhaisab arre pata note karo ho pata note karo hamara

hamse aa milna dobara prem nagar mein premsadak ke

sabse oonche male par hai kholi number gyarah pata note karo 

premnagar mein faili hai ek bahut badi bimari

kya main uska nam bataun nam uska bekari

premnagar mein faili hai ek bahut badi bimari

kya main uska nam bataun nam uska bekari

ao yaron doob maren ham pada samundar sara

ho bhaisab arre pata note karo bhai pata note karo hamara

hamse a milna dobara premnagar mein prem sadak ke

sabse oonche male par hai kamra number gyarah pata note karo

Explore this song