Roman script

pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pahle mujhe dekh ke ghabraayi 
phir sharmaayi jara muskuraayi
phir aake chhupke se dil se lipat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
kya gaal hai kya baal hai haay kya chaal hai 
baithenge hum dono chaupati jaake
are baithenge hum dono chaupati jaake
ek dusare ko gale se lagaake 
baithenge hum dono chaupati jaake
ek dusare ko gale se lagaake 
khulke mohabbat ki baate karenge 
duniya ki najaro se hum na darenge 
paake use meri duniya palat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
haay kya maal hai kamaal hai kamaal hai ershya
le jaaunga usko picture dikhaane
ha le jaaunga usko picture dikhaane
chhaliya ke dhaabe me khana khilaane 
le jaaunga usko picture dikhaane
chhaliya ke dhaabe me khana khilaane
mai ek din usse shaadi karunga 
sindur se maang uski bharunga
raaho se mushkil ki deewar hat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
tere liye hai meri jindgaani
tere liye hai meri jindgaani likh di tere naam maine jawaani
ho tere liye hai meri jindgaani likh di tere naam maine jawaani
apni nigaaho me tujhko basa lu aaja gale se mai tujhko laga lu 
dekha tujhe sharm se mai simat gayi
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
are pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pahle mujhe dekh ke ghabraayi 
phir sharmaayi jara muskuraayi
phir aake chhupke se dil se lipat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi 
pat gayi pat gayi pat gayi ladki mohalle ki pat gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: S P Balasubramaniam, Madhuri