Roman script
pas nahi aana dur nahi jana pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai pehle tu aag bhadkati hai, phir dil ki pyas bujhati hai pehle tu aag bhadkati hai, phir dil ki pyas bujhati hai teri yehi ada to mujhko pasand hai achchha, ha-ha, magar aaj mohabbat band hai pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai kitna kitna maza hai aise jine me, dhak-dhak bhi hoti nahi sine me kitna maza hai aise jine me, dhak-dhak bhi hoti nahi sine me koi bechaini nahi kitna anand hai, ke aaj mohabbat band hai pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai mat chhed apne diwane ko, rahne de tu is bahane ko mat chhed apne diwane ko, rahne de tu is bahane ko hotho pe na hai magar dil to razamand hai razamand hai, magar aaj mohabbat band hai pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai pas nahi aana dur nahi jana tumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Aap Ki Kasam (1974)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Mumtaz
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Jay Shree T
- Actor: Ranjeet
- Actor: Rehman
- Actor: Dina Pathak
- Actor: A K Hangal
- Actor: Jr Mehmood
- Actor: Sulochana
- Actor: Asrani
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Murad
- Actor: Sunder
- Actor: V Gopal
- Actor: Lolita Chatterjee
- Actor: Ratna
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
actor: Rajesh Khanna, Mumtaz