Roman script

parwaana dewaana jane ye jal jana 

parwaana dekhe shama aage ki soch kaha 

uski to manjil yaha  jalta hai jo parwaana wo 

parwaana dekhe shama aage ki soch kaha 

uski to manjil yaha jalta hai jo parwaana wo 

jalta hai jo parwaana wo

tum bhi jal jana aise jalta parwaana jaise 

rishta ye tute na chahie dil jale 

tum bhi jal jana aise jalta parwaana jaise 

per ye hota hai kaise 

shama na ho gayi to jaye gaye kaha 

parwaana dekhe shama aage ki soch kaha 

uski to manjil hai jaha jalta hai jo parwaana wo  

jalta hai jo parwaana wo

pagal sa udta jaye shama pe girta jaye 

aashiq hi jane ye kaise silsile 

pagal sa udta jaye shama pe girta jaye 

phir bhi wo hasta jaye 

shama na ho gayi to jaye gaye kaha 

parwaana dekhe shama aage ki soch kaha 

uski to manjil hai jaha jalta hai jo parwaana wo  

jalta hai jo parwaana wo

jalta hai jo parwaana wo

Explore this song