Roman script

partatv jo jaane, pandit hu na gyaan ka 

hari naam bolu, kuchh na hu jaanta 

kuchh na hu jaanta 

manav re deh ko, mano mans gathriya 

manav re mano mans gathriya

chadhi charm ki kori chunariya 

usme baithi kaam gujariya 

manav re mano mans gathriya

nav maas to kokh rahe jo aa 

nav dwaran ke tan me pale jo 

bhatke bhu par ye nar rup me 

gambhir murakh saubhagy maane 

manav re mano mans gathriya

deh ko mano mans gathriya 

dole jab tak saanso ka bole mmkara

jaise band hua ki maran sanskara

mitti mile wo mar ke gale wo 

fir bhi deh se maya moh kyu re 

manav re mano mans gathriya

deh ko mano mans gathriya 

chadhi charm ki kori chunariya 

usme baithi kaam gujariya 

manav re mano mans gathriya

Explore this song