Roman script

susum ding dang o mainu sing song 

susum ding dang o mainu sing song 

yaar ke naam ka, pyaar ke naam ka 

la la la la la la la 

susum ding dang o mainu sing song 

susum ding dang o mainu sing song 

yaar ke naam ka, pyaar ke naam ka 

la la la la la la la 

ding dang o mainu sing song 

karte hain ham pyaar mister kannu se 

milna hamko sau baar mister kannu se 

are karte hain ham pyaar mister kannu se 

milna hamko sau baar mister kannu se 

yari kaise ham todenge 

mannu ko ham nahi chhodenge 

are ladna hain bekaar mister kannu se 

are karte hain ham pyaar mister kannu se 

milna hamko sau baar mister kannu se 

are karte hain ham pyaar mister kannu se 

milna hamko sau baar mister kannu se 

band kiya jaye ki chhod diya jaye 

bol inke saath kya suluk kiya jaye 

band kiya jaye ki chhod diya jaye

bahar kiya jaye ki andar liya jaye 

bol inke saath kya suluk kiya jaye

bol inke saath kya suluk kiya jaye 

bachaao bachaao bachaao 

saiyad ali yaar ke dushman hay hay 

mera yaar ka dushman hay hay, hay hay 

saiyad ali yaar ke dushman hay hay 

mera yaar ka dushman hay hay, hay hay 

danda dikhlaaye kya rob jamaye 

kahna na maane le jaye thane 

are yaaro ka milna mushkil 

saiyad ali ke kaaran 

saiyad ali yaar ke dushman hay hay 

mera yaar ka dushman hay hay, hay hay 

chalo chale aur kahin 

chalo chale aur kahin

apne liye ye jagah thik nahi 

yaro chalo chale aur kahin 

apne liye ye jagah thik nahi 

chalo chale aur kahin

apne liye ye jagah thik nahi 

main tera dushman, dushman tu mera 

dekhunga jor tera 

bade dino se tera mera bair, mana tu khair 

main tera dushman, dushman tu mera 

dekhunga jor tera 

bade dino se tera mera bair, mana tu khair 

main tera dushman, dushman tu mera 

dekhunga jor tera, dekhunga jor tera

anhoni ko honi kar de 

honi ko anhoni 

anhoni ko honi kar de 

honi ko anhoni 

ek jagah jab jama ho dono 

kannu mannu kannu mannu

kannu mannu kannu mannu

ham bane tum bane ek duje ke liye 

ham bane tum bane ek duje ke liye 

i don't no what you say 

i don't no don't no 

but what you say 

i don't no what you say 

but i want you to

go awe go awe go awe

kannu chalo ab chalte hain 

mannu chalo ab chalte hain 

fir kab miloge, jab tum kahoge 

ye kahan whain jahan ye loo aate jaate nahi 

whain jahan ye loo aate jaate nahi 

whain jahan ye loo aate jaate nahi 

whain jahan ye loo aate jaate nahi 

whain jahan ye loo aate jaate nahi

Explore this song