Roman script

dil ki machine chalne lagi hain

uski branded chaal dekh ke

armaan kamine lazy the jo

hain excited gaal dekh ke

dil ki machine chalne lagi hain

uski branded chaal dekh ke

armaadiln kamine lazy the jo

hain excited gaal dekh ke

utni hain ya itni, kudiya hain jitni

pichha chhod diya saaron ka

famous kar do panna panna bhar do

likh likh ke akhbaron ka

dil ab yaaron ka, ho gaya ab paro ka

ha dil ab yaaron ka, ho gaya paaro ka

paro in the town, paro in the town

chunni chamkeeli badi zehareeli hogi

akhiyaan da color brown

paro ka tattoo cham cham karda

piece hai diamond ka

oye lakk tera soniye full-on desi

nakhra england da

paro ka tattoo cham cham karda

piece hai diamond ka

oye lakk tera soniye full-on desi

nakhra england da

thoda thoda break le

akhiyon mein dekh le

fan hoon tere nazaaron ka haan

paara chadh gaya aur bigad gayaa

haal ye dil ke bimaaron ka

dil ab dil ab

dil ab yaaron ka, ho gaya ab paro ka

ha dil ab yaaron ka, ho gaya paro kaa

Explore this song