Roman script

insan chota koi nhi chote hote hai kaam

rawan apne ko badle to ban sakta hai ram

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare abmbar hai ek tare me

ek bund me samander abmbar hai ek tare me

ek bund me samander

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare

insan se bhi jyada vishvas me hai shakti

bagwan bana degi tujhko hi teri bhakti 

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare

kyo lut pe zita hai kyo paap kamata

kyo lut pe zita hai kyo paap kamata

apni hi nigaho me kyo khud ko girata hai

kyo khud ko girata hai

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare

apni shakti tum mujhme bhar do

meri kamjori ko dur kar do

duniya se burai ka mai naam mita du

shaitano ko mai insan bana du

parmatma hai pyare teri aatma ke ander

parmatma hai pyare

Explore this song