Roman script

pareshan hu

pareshan hu ki kyu 

meri pareshani nahi jati

pareshan hu

ladakpan to gaya par

mere nadani nahi jati

ladakpan to gaya par

mere nadani nahi jati

mai hairan hu ke kyu

aankho ki hairani nahi jati

pareshan hu

halawat hai mohabbat ki

halawat hai mohabbat ki

ya lazat hai ye hasrat ki

kasak ek si hai dono me

ke pahchani nahi jati

pareshan hu

yahi meri tamanna hai

mujhe barbad rahne do

mujhe barbad rahne do

magar dil ki bhi har ek baat

to mani nahi jati

magar dil ki bhi har ek baat

to mani nahi jati

pareshan hu ki kyu 

meri paresahni nahi jati

pareshan hu

Explore this song