Roman script

pardeshiya tere desh me dil is tarha milta hai kya

batla zara tere desh me pyar is tarha milta hai kya

meri janiya tere desh me teer is tarha chalta hai kya

batla zara tere desh me rup is tarha khilta hai kya pardeshiya

nak me nathni ha kan me bali bindiya ka ye tara

resham ki ye ho ghaghra choli dekh kahi dil hara 

arey rang tera aisa nirala kuch kala kuch gora

jadugar hai haye aankhe teri tu hai ek lutera

pardeshiya tere desh me dil is tarha milta hai kya pardeshiya

mausam bhiga mahka mahka mast pawan lehrayi 

arey chori chori chhuke sajan ko arey leke sandesha aayi

mai hu diwana hum bahka bahka masti anokhi chhayi

kano me kah de ho kya kahti hai tujhse pawan purwai

pardeshiya tere desh me dil is tarha milta hai kya

meri janiya tere desh me tir is tarha chalta hai kya meri janiya

Explore this song