Roman script

pardeshi re
pardeshi re jate jate jiya mora liye ja 
jate jate jiya mora liye ja 
ja re pardeshi re 
pardeshi re jate jate jiya mora liye ja 
jate jate jiya mora liye ja 
ja re pardeshi re 
dil par gam ki ghata jab chaye 
ji bhar aaye 
geet umad hotho par aaye 
neend na aaye 
neend liye ja 
neend liye ja yaad diye ja 
ja re pardeshi re 
pardeshi re jate jate jiya mora liye ja 
jate jate jiya mora liye ja 
ja re pardeshi re 
karke ishara pyara pyara diya sahara 
ban kar ke prano se pyara kiya kinara 
ja ke aane ka 
ja ke aane ka vada kiye ja 
ja re pardeshi re 
pardeshi re jate jate jiya mora liye ja 
jate jate jiya mora liye ja 
ja re pardeshi re

Song details

Song video

Watch on YouTube