Roman script

pardesi pardesi pardesi, pardesi pardesi pardesi 

pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya

dhadkane laga hai dil mera

mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara

mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara

tumse juda hoke jane tamnna 

pucho na kaise din gujare hai

maine bhi harpal dekha tumhi ko

palko me sapne saware hai

khan khan karke kahti mujhse ye chudiya

ab to sahi na jaye mujhse ye duri

pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya

pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya

dhadkane laga hai dil mera

mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara

wada kiya hai to wada nibhana

mujhko kabhi bhi tum bhula na jana

ho paas me aake dur na jana

dekho kabhi ye dil dukhana na

khusbu ban ke saanso me bikhar jaaunga

mang teri mahki chahat se bhar jaunga

pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya

dhadkane laga hai dil mera

mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara

pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya

dhadkane laga hai dil mera

mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara

mujhko sambhalo tum jara

Explore this song