Roman script

pardeshi balma badal aaya

pardeshi balma badal aaya

tere bin kachhu na bhaya ke jiya jaya 

tere bin kachhu na bhaya ke jiya jaya 

pardeshi balma badal aaya

pardeshi balma badal aaya

aise na beet jae balam jawaniya ho jawaniya 

aavo tumhe sunae dil ki kahaniya ho kahaniya 

dil raat din pukare haye aa ke jiya jaya  

dil raat din pukare haye aa ke jiya jaya 

pardeshi balma badal aaya

pardeshi balma badal aaya

nain bhar aayenge more jiya dole na ho dole na 

bhul hai kisi se kabhi metha bol bolna bol bolna 

rah rah ke teri yaad aaye aa ke jiya jaya 

rah rah ke teri yaad aaye aa ke jiya jaya 

pardeshi balma badal aaya

pardeshi balma badal aaya

garaj rahe badalwa bijali muskat hai muskat hai 

aise me ruth ruth jana buri baat hai buri baat hai

fisle ye jiya tal malaya ke jiya jaya

fisle ye jiya tal malaya ke jiya jaya

pardeshi balma badal aaya

pardeshi balma badal aaya

Explore this song