Roman script

duniya me logo ko dhokha kabhi ho jata hai

aankho hi aankho me yaaro ka dil kho jata hai

do dil dono jawa aankho ka hai ye baya

dono ke darmiya koi bhi ho na yaha

parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda

monika o my darling, o monika o my darling

dilbar ki fitrat me dhoka bhi hai aur chahat bhi

jaan jaaye to jaaye sochu kyun jab maine ulfat ki

haaye dilbar ki fitrat me dhoka bhi hai aur chahat bhi

jaan jaye to jaaye sochu kyun jab maine ulfat ki

jaaye bhi to kaha dushman hai saara jaha

jispe bhi ho gumaa kehna tu usko yaha

parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda

parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda

monica o my darling, o monica o my darling

wo aa gaya, dekho dekho wo aa gaya

hulchul si har pal hai, betab apni jawani hai

beakal main beakal tu, bedard dil ki kahani hai

haaye haaye hhulchul si har pal hai, betab apni jawani hai

beakal main beakal tu, bedard dil ki kahani hai

uthata jaise dhua, ye dil hai tera pata

aaja reh le yaha, jayega ab tu kaha

parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda

parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda

monica o my darling, o monica o my darling

Explore this song