Roman script

sau bichhuon ka dank judai 

ek jahar ka pyala 

na jita hain na marta hain 

isko pine wala

paradesiyo se

paradesiyo se puchh puchh royi mai

paradesiyo se puchh puchh royi mai

mera mahi ja ke kyu nahi aaya 

mera mahi ja ke kyu nahi aaya 

nit uski hi yaad 

nit uski hi yaado me khoyi mai

nit uski hi yaado me khoyi mai

mera mahi ja ke kyu nahi aaya 

na aayaa paradesiyo se 

ishq kare vo jane 

in raaho me kitna gam hai

ho ke juda jida hun 

rab mere yahi kya kam hai

dil se dil jod ke 

vo gaya haye chhod ke

ho jane kaise kaise 

jane kaise kaise khvab sajoyi mai

jane kaise kaise khvab sajoyi mai

mera mahi ja ke kyu nahi aaya

mera mahi jaa ke kyu nahi aaya 

na aaya paradesiyo se 

sunke yaa bhim ji ki baat 

aaj mharo man dole

dekh ke nachata mor 

aaj mharo man dole

duniya ke khuda ko bhul gaya 

bas usko pukare pyar

o sudh budh bisaraye baithi hun 

hai uska mujhe itazar

raah usi ki dekhe 

pal pal ye nigodi aankhe

tan ko dase tanhai 

ab kate kate nahi rate

ishq me kho gayi 

kyaa se kya ho gayi

dhali raat dhali 

ho dhali raat dhali nahi soyi mai

dhali raat dhali nahi soyi mai

mera mahi ja ke kyu nahi aaya

mera mahi ja ke kyu nahi aaya 

na aaya 

paradesiyo se 

paradesiyo se puchh puchh royi mai

paradesiyo se puchh puchh royi mai

mera maahi jaa ke kyu nahi aaya 

mera maahi jaa ke kyu nahi aaya 

na aaya paradesiyo se

Explore this song